Mehdipur Balaji ki Aarti

Please keep visiting for updates
*****************************************
***
Om Jay Hanumat Vira, Svami Jay Hanumat Vira,
Sankat Mochan Svami, Tum Ho Randhira.
Om Jay Hanumat Vira...
Pavan-Putra Anjani-Sut, Mahima Ati Bhaari,
Dukh Daaridrya Mitaao,Sankat Bhay Haari.
Om Jay Hanumat Vira...
Baal Samay Mein Tumane, Ravi Ko Bhaksh Liyo,
Devan Stuti Kinhi, Turat hi Chhod Diyo.
Om Jay Hanumat Vira...
Kapi Sugriv Raam Sang, Maitri Karavaai,
Abhimaani Bali Metyo, Kirti Rahi Chhai.
Om Jay Hanumat Vira...
Jaari Lank Siya-Sudhi Le Aaye, Vaanar Harshaaye,
Kaaraj Kathin Sudhaare, Raghubar Man Bhaaye.
Om Jay Hanumat Vira...
Shakti Lagi Lakshman Ko , Bhaari Soch Bhayo,
Laay Sanjivan Booti, Dukh Sab Dur Kiyo.
Om Jay Hanumat Vira...
Ramahi le ahiraavan, jab paataal gayo,
Taahi Maari Prabhu Laaye, Jay Jaykar Bhayo.
Om Jay Hanumat Vira...
Raajat Mehandipur Mein, Darshan Sukhkaari,
Mangal Aur Shanishchar,Mela Hai Jaari .
Om Jay Hanumat Vira...
Shri Baalaaji Ki Aarati, Jo Koi Nar Gave,
Kahat Indra Harshit Manvaanchhit Phal Paave.
Om Jay Hanumat Vira...
***
---------------------------------------------------
If you can not read Hindi text below properly
please click here to download Hindi Font (Mangal).
------------------------------------------------------------
श्री मेहंदीपुर बालाजी की आरती
~~~
ॐ जय हनुमत वीरा, स्वामी जय हनुमत वीरा ।
संकट मोचन स्वामी, तुम हो रणधीरा ॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
पवन-पुत्र अंजनी-सुत, महिमा अति भारी ।
दुःख दारिद्रय मिटाओ, संकट भय हारी ॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
बाल समय में तुमने, रवि को भक्ष लियो ।
देवन स्तुति कीन्हीं, तुरतहिं छोड़ दियो ॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
कपि सुग्रीव राम संग, मैत्री करवाई ।
अभिमानी बलि मेट्यो, कीर्ति रही छाई ॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
जारि लंक सिय-सुधि ले आए, वानर हर्षाए ।
कारज कठिन सुधारे, रघुबर मन भाए ॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
शक्ति लगी लक्ष्मण को, भारी सोच भयो ।
लाय संजीवन बूटी, दुःख सब दूर कियो ॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
रामहिं ले अहिरावण, जब पाताल गयो ।
ताही मारि प्रभु लाये, जय जयकार भयो॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
राजत मेहंदीपुर में, दर्शन सुखकारी ।
मंगल और शनिश्चर, मेला है जारी ॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
श्री बालाजी की आरति, जो कोइ नर गावे ।
कहत इंद्र हर्षित मन, वांछित फल पावे ॥
ॐ जय हनुमत वीरा..
***
------------------------------------------------
Please see INDEX for more aartis & chalisa.
----------------------------------------------------

No comments: